Baat manane ke liye kuch kar ke dikhana padta hai,
logo ke bich pahle dahshat failana padta hai.

Koshish karte karte kamyab ho jaunga,
ek din nalayak se nayab ho jaunga.

Wakif kaha dushman ab hamari udaan se,
wo koi aur the jo haar gaye toofaan se.

Tu jaha kahega tera bhai waha khada hai,
ginti bhul jayega bhaichara itna bada hai.

Dil to aashiqon ke paas hota hai,
hamare paas dil ki jagah zigra hota hai.

Hum sirf attitude dikhana nahi jaante hai,
musibat aane par bhaigiri nibhana bhi jaante hai.

Tere attitude se to log jalte hai,
par mere attitude par log aaj bhi marte hai.

Hamare dushman sirf aag se nahi jalte,
kuchh to mere andaaz se bhi jalte hai.