Yu to har sakhs, bade ahtaram se mila,
Magar jo bhi mila, apne he kaam se mila.
Kabhi milan kabhi judai likh diya,
Ab tumse na milna mazburi hai meri,
Isliye hamne apni zindgi ka naam inzaar rakh diya..
badlte nahi jazbaat mere tarikhon ki tarah,
Bepanah mohabbat pahle bhi thi aur aaj bhi hai.
Bahut dard hota hai yah sochakar
Ki mujhe aisa kya pana tha jo maine,
khud ko bhI kho diya.
Kyon sharminda karte ho roz haal,
Poochh kar,
Haal vahi hai jo tumne mera bana,
Rakha hai.
Maaf karna mujhe tumhara pyaar nahi chahiye,
Mujhe mera hansata khelta dil vaps kar do.
Dua karo jo jise mohabbat kare,
Vo use mil jaaye, kyonki bahut,
Rulati hai ye adhoori mohabbat.
Mohabbat kabhi jhoothi nahi hoti hai,
Jhoothe to kasame, vaade aur log hote hain.
Mohabbat ka dard dil mein chhupaaya bahut hai,
Sach kahun uski mohabbat ne rulaya bahut hai.
Puch raha hoon zindagi se,
Zindagi ka pata jab milegi,
To pata chal hi jayega.
Teri meri bane to bane kaise,
Tujhe nibhana nahi aata,
Mujhe bhulana nahi aata.
Matlab ki duniya thi,
Isliye liye chod diya sabse milna,
Warna ye choti si umar,
Tanhai ke kabil to nahi thi.
Kisi ko bhi nahi chaha maine,
Jaan ek tumhe chahne ke baad.
Dekh li is duniya ki yaari,
Badal gaye sab bari bari.
Mat kiya kar e Dil, kisi se mohabbat itni,
Jo log baat nahi karte Wo pyar kya Karenge.
Yakeen tha ki tum Bhool jaoge mujhko,
Khushi hai ki tum ummeed par,
Khare utre.
Har chehre me,
Chhupi ek kahani Hai,
Jo jitna muskuraye uski bhi,
Dard bhari kahani hai.
Aaj mera vaqt bhi,
Meri haalat dekh kar ro pada,
Aur bola kharab mein chal raha hu,
Aur saja tumhe mil rahi hai.
Dil ki aawaz sunta nahi koi,
Ankhon ka kahna manta nahi koi,
Hum to apni jaan bhi luta de kushi se,
Par ehmiyat iski janta nahi koi.
Is tute dil se hum yah fariyad,
karte hain tumhen bhi,
Tumhari tarh jaane wala mile.