Ishq Mohabbat Deevangi Ye Bas Lafj The
Jab Tum Mile Tab In Lafjon Ko Mayne Mile .

Bhul Jata Hu Main Sab Kuchh Aapke Siwa
Ye Kya Mujhe Hua Hai
Kya Isi Ehsaas Ko Duniya Ne
Ishq Ka Naam Diya Hai .

Mohabbat Bhi Sharab Ke Nasha Jaisi Hai Dosto
Karen To Mar Jayen Aur Chhode To Kidhar Jayen .

Ji chaahe ki duniya ki har ek
Fikr bhula kar dil ki baten sunaon tujhe
Main paas bithaakar .

Vo lamha bana do mujhe jo
Gujar kar bhi tumhare saath rahe .

Hote tum paas to koi shararat karate
Lekar tumhe bahon mein bepanah mohabbat karte .

Tere ahasas ki khushboo rag rag mein
Samai hai ab tu hi bata kya
Iske bhi koi dawai hai .

Zamana kuch bhi Kahe,
Fark Nahin Padta Kyunki Tum,
Mere Ho Aur Main Tumhari hun .

Tere ahasas ki khushboo rag rag mein,
Samai hai ab tu hi bata kya,
Iske bhi koi dawai hai .

Zamana kuch bhi Kahe,
Fark Nahin Padta Kyunki Tum,
Mere Ho Aur Main Tumhari hun .

Tere ahsas ki khushboo
Rag rag mein samai hai,
Ab tu hi bata kya iski bhi koi davai hai .

Wo Hasrate Dil Ki Ab Zuban Par Aane Lagii,
Tumne Dekha Aur Ye Zindagi Muskurane Lagi .