Hum Kabhi Tarif Ke Mohtaj Nahi Hua Karte,
Agar Koi Kar De Apni Tarif To,
Use Hum Inkar Bhi Nahi Karte.
Sapne Bade Hai Hamare,
Aankh Band Karke Sounga Thodi,
Apne Baap Ki Sher Ki Aulad Hun,
Kisi Ladki Ke Chakkar Mein Rounga Thodi.
Gulami Sirf Teri Mohabbat Ki Karte Hain,
Varna Tera Yaar Kal Bhi Nawab Tha Aur Aaj Bhi Nawab Hai.
Tu Bigad Ke Bhi Kuch Nahi Ukhad Sakta,
Ham Sudhare Bhi to Din Mein Tare Dikha Denge.
Galti Se Bhi Nahin Bigad Sakte,
Itna Bura Sudhar Kar Aaya Hun,
Kisi Ka Bura to Main Bhi Kar Leta Lekin,
Kya Karu Bure Waqt Se Gujar Kar Aaya Hun.
Kuchh Niyam Khud Ke Bhi Hone Chahie Jindagi Mein,
Kyunki Jo Apne Liye Niyam Nahin Banata,
Use Dusron Ke Niyamo Per Chalna Padta Hai.
Shrafat Dikhaoge to Duniya Badnaam Karegi,
Aur Badmash Rahoge to Duniya Salam Karegi.
We hope that the kind of Attitude Shayari in English you were looking for, you would have found similar Shayari on our website as well. We hope you liked our Attitude Shayari. If you have any questions or thoughts, then you can ask us through the comment box.
Sawal Ego Ka Nahi izzat Ka Hai,
Koi Lahja Badle to Ham Rasta Badal Dete Hai.
Dushmanon Ki Mahfil Mein Chal Rahi Thi,
Meri Katl Ki Taiyari, Main Pahuncha to Bola,
Yaar Bahut Lambi Umar Hai Tumhari.
Main Tumhari Chaal Se Waqif Hun Meri Jaan,
Maine Jindagi Ka Aadha Hissa Haramiyon Ke Sath Gujare Hai.
Kamal Ka Kya Hai Kichad Mein Bhi Khil Jaate Hai,
Najre Apni Apno Par Rakho Janab,
Do Din Na Bulao To Gairon Mein Mil Jaate Hai.
Agar Dosti Par Aa Gayi Baat,
To Sare Bhai Milkar Marenge Ek Sath.
Baat Samajh Mitra Jo Aankh Uthaega,
Vo Ghar Se Utha Liya Jayega.
Sach Muh Per Bola Jata Hai,
Tum to Peeth Per Chhuri Chalate Ho,
Aur Ek Din Duniya Badalti Hai,
Aur Duniya Mein Tum Bhi Aate Ho.
Jo Mere Attitude Ki Deewani Hogi,
Vo Mere Dil Ki Rani Hogi.
36 Aayegi Aur 36 Jayegi,
Par Asali Wali toh Mummy Layegi.
Har Baat Ka Matlab Samajhte Ho,
Tum Hame Murkh Samajhte Ho,
Ya Apna Matlab Nikalna Chahte Ho.
Kuchh Log Khud Ko Sher Samajhte Hai,
Magar Hum Wo Insaan Hai,
Jo Shero Ko Bhi Kutte Jaisa Ghumate hai.
Mujhe Mat Dhundho Hajaron Mein,
Ham Bika Nahin Karte Bajaron Mein.