Sawal Ego Ka Nahi izzat Ka Hai,
Koi Lahja Badle to Ham Rasta Badal Dete Hai.
Sabra Rakho Mehnat Jari Hai,
Ek Din Waqt Khud Kahega Ab Teri Bari Hai.
Jise Mante Hai Dil Mante Hai,
Jhuthi Chinta Nahin Dikhate Hai Hum,
Aur Jisse Hamare Vichar Nahin Milte,
Usse Hath Bhi Nahi Milate.
Tum Mere Liye Kaafi Ho,
Aur Main Puri Duniya Ke Liye Kaafi Hoon.
Paisa, Nasha Aur Pyar Ye Teenon,
Insan Ki Jindagi Barbad Kar Deti Hai,
Par Mujhe Koi Fark Nahi Padega,
Kyunki Mere Paas Teenon Nahi Hai.
Haadse Mein To Logon Ne Apni Jaan Khoi,
Maine To Bas Apni Muskaan Khoi.
Dushman to Honge Hi,
Tum Waqt Dekho Beta,
Nazara Hum Dikhayenge,
Mahaul Tum Bnao,
Tabahi Ham Machaenge.
Jamana Jalega Humse Ham Aur Jalayenge,
Mere to Pahle Bhi Dushman the,
Chalo Thode Aur Banayenge.
Mehnat Chamkegi Ek Din,
Yaden Taaja Kar Dunga,
Paisa Itna Kamaunga Janab,
Baap Ko Raja Kar Dunga.
Nishana Chand Per Lagao,
Agar Chuka Bhi To Sitaron Per Jarur Lagega.
Kahani Ko Koi to Mod Do Na,
Bure Hai Ham to Chhod Do Na.
Pyaar Me To Thode Kamyab Hote Hai, Mujhe Zindagi Mein Kamyab Hona Hai.
Naraj Hamesha Khushiyan Hi Hoti Hain,
Gamon Ke Itne Nakhre Nahin Rahe.
Chahne Walon Ki Duniya Mein,
Aur Jalne Walon Ka Shukriya.
Jo Mujhse Jalen Vo Thoda Side Se Chalen,
Agar Tab Bhi Dikkat Ho to Kahin Jakar Doob Maren.
Zindagi Mein Aisa Attitude Bnao,
Jo Jaisa Hai Use,
Usi Ki Bhasha Mein Samjhaun.
Kuch Achcha Likhne Ke Liye,
Galat Likhna Padta Hai,
Mazil Par Pahuchne Ke Liye,
Bahut Si Majburiyon Se Guzarna Padta Hai.
Chhoti Si Jindagi Mein Gurur Kam Honi Chahie,
Sab Milega Bus Soch Mein Dam Honi Chahie.
Sab Kuchh Daav Per Laga Hai Ruk Nahin Sakte,
Tut Sakte Hai Magar Jhuk Nahin Sakte.
Meri jaan thi tum,
Ab ye baat jaan lo tum.